September 8, 2024

Amliyat Ka Mahir

Amliyat ka mahir kon hota hay is par baat karnay say pahlay hum baat karein gy kah amliyat kia hotay hein. mein janta hon kah aap nay amliyat kay baray mein suna huwa hay. aap jantay hein kah amliyat kia hotay hein. lekin yah kahna ghalat ho ga kah aap jantay hein amliyat kia hotay hein. kionkah sirf amliyat kay baray suna huwa hona amliyat ko jananay kay liye kafi nahi hay. suntay tow hum bohat kuch hein. lekin kia jis cheez kay baray mein hum sun letay hein kia us cheez ko jaan letay hein? nahi aisa nahi hay.

Amliyat Ka Mahir

amliyat mein hum mukhtalif kisam ki parhaiyan parhtay hein, wazaif kartay hein aur taweezat kay zariye mukhtalif kisam kay kaam anjaam detay hein. maslan manpasand shadi, talaq ka masla hal karna, saas bahu ka masla hal karna, rozgar ka masla hal karna, kalay jadu ka tor karna, karobar ki pareshani ka hal karna, aur is kay ilawa visa problem solve karna, court case problem solve karna, lottery kay liye number nikalna waghera sab amliyat mein shamil hein.

Amliyat Ka Mahir

jee han yah sab kaam amliyat kay zaiye ho jatay hein. aik amliyat kay mahir kay liye yah sab kaam anjam dena koi bari baat nahi hay. sirf rukawat kahan par aati hay. rukawat aati hay amal karwanay walay kay yaqeen par. agar amal karwanay walay ka yaqeen mazboot hay. agar us ko amliyat ki takat par yaqeen hay tow phir kaam honay say dunya ki koi takat nahi rok sakti. ab yahan sawal peda hota hay kah theek hay amliyat say agar hum kaam karwatay hein tow duniya ki koi takat kaam honay say nahi rok sakti lekin Allah tow rok sakta hay na.

Amliyat Ka Mahir

bohat acha sawal hay ab is ka jawab bhi letay jaein. dekhein is baat ko samajh lijiye kay dunya ka koi bhi kaam Allah ki marzi kay baghair nahi hota. hum sirf dua ya amliyat kartay hein lekin karnay wali zaat Allah ki hay. lekin yaad rakhein kisi kaam ko karnay kay liye dawa aur dua dono zaruri hotay hein. agar aap sirf dawa karen gy aur dua nahi karen gy tow aap ka kaam kabhi nahi ho ga. isi tarha agar aap sirf dua karen gy aur dawa nahi karen gy tab bhi kaam nahi go. tow is say pata chalta hay kah dawa aur dua dono zaruri hein.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *